Piya Ke Bazaar Mein Lyrics from Humshakals (Himesh Reshammiya): A nice Item song from Sajid Khan's film Humshakals, has nice tune composed by Himesh Reshammiya. Piya Ke Bazaar Mein lyrics are penned by Shabbir Ahmed.
Song Title: Piya Ke Bazaar Mein
Movie: Humshakals (2014)
Singers: Himesh Reshammiya, Shalmali Kholgade, Palak Muchhal
Music: Himesh Reshammiya
Lyrics: Shabbir Ahmed
Music Label: Zee Music Company
Piya Ke Bazaar Mein Lyrics
By God teri sevva karen ge
(Ho meri Bullo Rani)
By God baddi hit rahegi
(Teri meri pream kahaani)
By God mere liye tu aaja
(Aaja re, aaja re, aaja re aaja)
By God dil todh ke naa jaa
(Na ja re, na ja re, naja re, naja)
Aise kaise de dun dil tujh ko yaar
Bada mehanga pade ga ye mera pyaar Jaa re jaa jaa..
Aaja aaja, aaja aa ja, Piya ke Bazaar mein
Aaja aa ja, ho aaja aaja, Piya ke Bazaar mein
Aaja aa ja.. (2x)
Kyun afsaane naye roz tu ijaad kare,,
Kyun chain-o-sukun tera yahaan barbaad kare
Mera chain hai tu, sukoon bhi tu,,,
Shaam hotey hi yeh dil teri galli yaad kare
Aise kaise dedon dil tujh ko yaar
Bada mehangaa padega ye mera pyaar
Jaa re jaa jaa..
Aaja aaja.. aaja aaja Piya ke bazar me
Aaja aa ja.. ho aaja aa ja Piya ke baazar mein
Aaja aaja..
Scooty se nahi to Car se aa ja
Saat samundar paar se aaja
Dil ye pukaare tu pyaar se aa ja
Aaja re, aaja re aa...
Tu meri ada ko nazar-andaaz nahi
Pyaar mera hai tez dhaar koi raaz nahi
Tere humraaz hum, bane tere daas hum
Pyaar tujhe karta hai dil ye dagabaaz nahi
Aise kaise de dun dil tujhko yaar
Bada mehanga padega ye mera pyaar
Jaa re jaa jaa..
Aaja aaja, aa ja aaja, Piya ke Bazaar mein
Aaja aaja, ho aa ja aaja, Piya ke Bazaar mein
Aaja aaja..
By God teri seva karenge
(Ho meri Bullo Rani)
By God badi hit rahegi
(Teri meri prem kahani)
By God mere liye tu aaja
(Aaja re, aaja re, aaja re aaja)
By God dil tod ke naa jaa
(Na ja re, na ja re, na ja re, na ja)