Namak Paare Lyrics from Raja Natwarlal: An item song by Humaima Malick, song is sung by Anupam Amod & Mamta Sharma & composed by U1 (Yuvan). Namak Pare Song Lyrics are penned/written by Irshad Kamil.
Song: Namak Paare
Movie: Raja Natwarlal
Singers: Mamta Sharma, Anupam Amod
Music: Yuvan Shankar Raja (U1)
Lyrics: Irshad Kamil
Star Cast: Emraan Hashmi, Humaima Malick
Music Label: Junglee Music
Song: Namak Paare
Movie: Raja Natwarlal
Singers: Mamta Sharma, Anupam Amod
Music: Yuvan Shankar Raja (U1)
Lyrics: Irshad Kamil
Star Cast: Emraan Hashmi, Humaima Malick
Music Label: Junglee Music
Namak Paare Lyrics - Item Song by Humaima Malick
Nau baje ka tha wada
Bhulaaya tune woh nibhaya na aadha
Haye nau baje ka tha waada
Bulata hai ye dil nigahon se ziyada
Seene mein saansein hain bhaari bhaari
Tera nasha sa hai yaara taari
Tann mein hain jaise angaare
Teri raahein dekhe mere honthoon ke
Namak paare.. Namak parey
Teri raahein dekhe mere honthon ke
Namak paarey.. Namak paare
Honth se salvaatein, raat se karwaatein
Kyun bhala na mite, kya jaane koi
Main se tu jodh de, chudiyaan tod de
Kaam ko chhod de toh maane koi
Aankhon se baahon mein aajaye tu
Thaamungi aise ki na jaye tu
Badle mein le lungi yunhi saare
Teri raahein dekhe mere honthon ke
Nammak paare.. Namak paare
Teri raahey dekhe mere honthon ke
Namak paare.. Namak paare
Hosh hai laapata, paas aa, na sataa
Mujh ko tu ho ataa, ye maangu duaa
Raat ka daur ho, pyaar pe gaur ho
Aur ho, aur ho, wo joh naa huaa
Haathon se apne hi nikhli hoon main
Thodi si masti hoon, pagli hoon main
Jo bhi hai mera wo tera re
Teri rahein dekhe mere honthoon ke
Namak paare.. e ye..
Teri raahein dekhe mere honthon ke
Namak paare...
MORE FROM RAJA NATWARLAL :
Bhulaaya tune woh nibhaya na aadha
Haye nau baje ka tha waada
Bulata hai ye dil nigahon se ziyada
Seene mein saansein hain bhaari bhaari
Tera nasha sa hai yaara taari
Tann mein hain jaise angaare
Teri raahein dekhe mere honthoon ke
Namak paare.. Namak parey
Teri raahein dekhe mere honthon ke
Namak paarey.. Namak paare
Honth se salvaatein, raat se karwaatein
Kyun bhala na mite, kya jaane koi
Main se tu jodh de, chudiyaan tod de
Kaam ko chhod de toh maane koi
Aankhon se baahon mein aajaye tu
Thaamungi aise ki na jaye tu
Badle mein le lungi yunhi saare
Teri raahein dekhe mere honthon ke
Nammak paare.. Namak paare
Teri raahey dekhe mere honthon ke
Namak paare.. Namak paare
Hosh hai laapata, paas aa, na sataa
Mujh ko tu ho ataa, ye maangu duaa
Raat ka daur ho, pyaar pe gaur ho
Aur ho, aur ho, wo joh naa huaa
Haathon se apne hi nikhli hoon main
Thodi si masti hoon, pagli hoon main
Jo bhi hai mera wo tera re
Teri rahein dekhe mere honthoon ke
Namak paare.. e ye..
Teri raahein dekhe mere honthon ke
Namak paare...
MORE FROM RAJA NATWARLAL :