Showing posts with label Hawaa Hawaai. Show all posts
Showing posts with label Hawaa Hawaai. Show all posts

Hawaa Hawaai Hindi Lyrics (Title Song)


Hawaa Hawaai Hindi Lyrics (Title Song)
Hawaa Hawaai Song Lyrics from film Hawaa Hawaai:  starring Saqib Saleem, Partho Gupte and Pragya. Hawaa Hawaai music is composed by Hitesh Sonik himself. And Hawaa Hawaai Song lyrics are written by Amol Gupte while sung by Hitesh Sonik and Swaroop Khan.

Song : Hawaa Hawaai Title Song
Movie : Hawaa Hawaai (2014)
Singer : Hitesh Sonik, Swaroop Khan
Music : Hitesh Sonik
Lyrics : Amol Gupte
Cast : Saqib Saleem, Partho Gupte, Pragya
Producer : Amole Gupte
Director : Amole Gupte
Banner : Fox Star Studios
Release Date : 09 May, 2014


Hawaa Hawaai Lyrics (Title Song)


Hawaa hawaai., hawaa hawaai., hawaa hawaa..
Hawaa hawaai., hawaa hawaai., hawaa hawaa..

Ho matwale matwale nikle
Todh ke saare taale nikle
Lakhoon hazaaron sapnon ko buntey
Ho matwale matwale nikle
Todh ke saare taale nikle
Lakhon hazaaron sapnon ko buntey

Bhar le udaan, choone aasmaan
Bhar le udaan, choone aasmaan
Apna jahaan banaane nikle hein..

Ho matwale matwale nikle
Todh ke saare taale nikle
Lakhon hazaaron sapnon ko buntey aaee...
Ho matwale matwale nikle
Todh ke saare taale nikle
Lakhoon hazaaron sapnon ko buntey

Hum sapnon ki udaan tashtaari
Dekho hawaa kahaan le gayi
Maamooli bande hain mashaalah
Double ********* makhmali
Eklaoti ye anokhi express chall padi
O.. eklauti ye anokhi express chal padi

Hawaa hawaai, hawaa hawaai, hawaa hawaa
Hawaa hawaai, hawaa hawaai, hawaa hawaa

Ho matwale matwale nikle
Arre tod ke saare taale nikle
Haan.. lakhon hazaaron sapnon ko bunte hey..
Matwale matwale nikle
Tod ke saare taale nikle
Lakhon hazaaron sapnon ko bunte

Bhar le udan, choone aasmaan
Bhar le udan, choone aasmaan
Apna jahaan banaane nikley hei..

Hawaa hawaai, hawaa hawaai, hawaa hawaa
Hawaa hawaai, hawaa hawaai, hawaa hawaa

Liked The Song? Then Hit Like..

Ghoom Gayi Song Lyrics - Hawaa Hawaai

Ghoom Gayi Song Lyrics from Movie Hawaa Hawaai is a lovely song sung by Sunidhi Chauhan. Its music is composed by Hitesh Sonik. And lyrics are written by Amol Gupta.

Song : Ghoom Gayi
Singer : Sunidhi Chauhan
Movie : Hawaa Hawaai
Music : Hitesh Sonik
Lyrics : Amol Gupte
Staring : Partho Gupte, Saqib Saleem, Pragya Yadav



Ghoom Gayi Song Lyrics




Ghoom gayi.. re ghoom gayi
Ghoom gayi.. re ghoom gayi

Hoo.. ho..

Ghoom gayi.. re ghoom gayi
arrey ghoom gayi 
Duniya apni apne hi sar pe han.. re han..

arrey jhoom gayi.. re jhoom gai..
arrey jhoom gayi
Duniya apni apne hi paer pe han.. re han..

Chabhi ko tu aise ghuma le
Ghuma le.. han
Raftar mai phir mai aur tu
Tezi kaama le han..

Chabhi ko tu aise ghuma le
Ghuma le.. han..
Raftar mai phir mai aur tu
Tezi kamaa le han
Din mai taarey mai dikhaon
Khazaney ko chunn ke
La aa.. aa.. aaoon

Ghoom gayi.. re ghoom gayi
arrey ghoom gai 
Duniya apni apne hi sar pe han.. re han..

Sapno ko thori si hawa kya di
Wo urh gaye han.. han han..
Apno ko thori si wafa kya di
Wo jurh gaye han.. han han..
Din mai taarey mai dikhaon
Khazaane ko chunn ke
La.. aa.. aa.. aaon

Ghoom gayi.. re ghoom gai
arrey ghoom gayi 
Duniya apni apne hi sar pe han.. re han..

arrey jhoom gayi.. re jhoom gai..
arrey jhoom gayi
Duniya apni apne hi pair pe haan.. arrey han..

Chabhi ko tu aise ghuma le
Ghuma le.. han..
Raftar mai phir mai aur tu
Tezi kaama le han
Aa.. aa aa aa...

Chabhi ko tu aise ghuma le
Ghuma le.. han..
Raftar mai phir mai aur tu
Tezi kaamaa le han
Din mai taare main dikhaon
Khazaney ko chunn ke
La aa.. aa.. aaon

Ghoom gayi.. re ghoom gayi..

Ghoom... Ghoom...