Showing posts with label Shrey Singhal. Show all posts
Showing posts with label Shrey Singhal. Show all posts
Bhool Na Jaana Lyrics - Shrey Singhal (Mp3 Download)
Bhool Na Jaana Lyrics of Shrey Singhal: This song is rumored as a part of DON 2 movie and sung by Atif Aslam, but later on peoples came to know that Bhool Na Jaana song is sung by Shrey Singhal for his Album.
Song: Bhool Na Jaana
Singer: Shrey Singhal
Lyrics & Music: Shrey Singhal
Bhool Na Jaana Lyrics
Bhool na jaana o jaane jana
Bhool na jaana o jaane jana
Barso ki yaadein
Barso ki,,
Barso ki yaadein
Barso ki,,
Soona Soona laage
Sajna yeh zameen aasmaan
Yaadein hai yeh teri sataye kyun mujhe
ho ...o .
ho..ho..o..
Adhoora hoon main bin tere sanam
O o...
Phir chaale aana ab ke na jaana
Bhool na jaane o jaane jaana
Khwahishein badh jaati hain
Tere ehsaas se
Sab mila par hain
Mujhe bas tu hi na mila
Rab mera kyun kho gaya
Barse Rehmat Zaraa
Kasmkash tadhpati hai
Mujhko kuch is tarah
O..O...
Oo..
Adhoora hoon main
Bin tere sanam
O o...
Phir chaley aana ab ke naa jaana
Bhool na jaane o jaane jaana
Barso ki yaadein
Barso ki
Barso ki yaadein
Barso ki..
Like This Song, Please Share It.. |
Bhool Na Jaana Mp3 Download: |
Hamqadam Lyrics - Shrey Singhal Song | Mp3 Download
Hamqadam Lyrics from Shrey Singhal album: He sung and composed its music. Hamqadam lyrics are also penned by him. Hamqadam mp3 download link is available below.
Song : Hamqadam
Singer : Shrey Singhal
Musician : Shrey Singhal
Lyricist : Shrey Singhal
Hamqadam Lyrics
Khushnuma sa dil, hai mera
Betahaasha lamhon ka ghera
Dil ibaadat se pareshan
Hamqadam [Hamqadam..]
Kho gayi hai ye, kahaan ab
Ho gayi hai ye mukammal
Iltejha meri tujhi se hamqadam
[Hamqadam..]
Oo... O...
Oo... O...
Kyun ho khafa, tum is qadar
[Is qadar.. is qadar..]
Kyun ho khafa, tum es qadar
Kya ye kasoor hai dil ka magar
Haan aks sa tham hi gaya
Bikhra hai jo mann ye mera
Mit gaye saare nishaan
Kho gaye hum yahaan...
O... Oo...
O... Oo..
Khushnuma sa dil hai mera
Betahasha lamhon ka gheera
Dil ibaadat se pareshaan
Hamqadam [Hamqadam..]
Kho gayi hai yeh kahan ab
Ho gayi hai yeh mukammal
Ilteja meri tujhi se hamqadam
[Hamqadam..]
O... O...
O... O...
Mujhe lauta de wo mera pyaar..
Mujhe lauta de wo mera pyaar...
Liked The Song? Then Hit Like..
|
Hamqadam Mp3 Download:
More From Shrey Singhal:
Faasle - Shrey Singhal
Koi Fariyaad - Shrey SinghalBhool Na jaana - Shrey Singhal |
Koi Fariyaad Lyrics - Shrey Singhal (Mp3 Download)
Koi Fariyaad Lyrics
Tere bina hai, jeena bada mushkil
Khwaab mere hai kitne adhure,
Phir bhi mere hain sitam
Koi fariyaad, dil ki yeh baat
Kaise kahoon, ghum ki saugaat
Ishq tera, dhoondun sada
Pyaar ne bas, di na panaah
O.. o.. oo …
O.. o.. oo …
Tu mujhe mil jaaye,
hum kabhi naa reh paaye
Pyaar mein, ishq me reh na paaye
Tu mujhe mil jaye,
hum kabhi na reh paaye
Pyaar mein, ishq mein reh na paaye
O.. o .. oo…
Tere bina hai jeena gawaara,
Jeena bada mushkil
Ishq ne tere rooz rulaaya,
Hai ye raza mushkil
Ishq ibaadat,
saari takeedein lagne lagi manjar
Khwaab mere hai kitne adhoore,
phir bhi mere hain sitam
Wo.. o.. o..
Wo.. o.. o..
|
Koi Fariyaad Lyrics - Shrey Singhal | Koi Fariyaad Mp3 Download:
Song: Koi Fariyaad
Genre: Romantic, Sad
Koi Fariyaad Mp3 Download: |
Faasle Lyrics - Shrey Singhal | Mp3 Download
Faasle Lyrics - Shrey Singhal
Darmiyaan faasle
Kiyun huwe ye bata
Aaj bhi shaam wo
Khawaab wo yaad aaye mujhe
O.O.Ohhh. Ooooohhh
Tere bin kahin chain aata nahi
Tere bin kahin dil ye gaata nahi
Yaad bhi teri yaad hai bann gyi
Dhadkane bhi ab meri thamm gayi
O.O.Ohhh. Ooohhh
Aye khuda jannat jahan ko bana de
Aye khuda bahoon mein Apni Panha de
Palkon mein unhe bitha kar
Saasoon mein unhe basaa kar
Chahha tha tujh ko oh jaana
Khud se khudi ko bhulla kar,,,,,
Tere bin kaheen chain aata nahi
Tere bin kaheen dil yeh gata nahi
Yaad bhi teri yaad hai bann gyi
Dhadkane bhi ab meri tham gayi
Bhikre se tanhayion mein
Yaadon ki gehrayion mein
Dubba huwa is qadar main
Lamhon ki parchayion mein
O.O.Ohhhh. Oooohhh
O.O.Ohhhh. Oooohhh
Yaad bhi teri yaad hai bann gyi
Dhadkane bhi ab meri thamm gayi
|
Faasle Lyrics - Shrey Singhal | Faasle Mp3 Download:Song: FaasleSingers: Shrey Singhal Music: Shrey Singhal Lyricist: Shrey Singhal Faasle mp3 Download:Also Look At: Koi Faryad - Shrey Singhal Bhool Na jaana - Shrey Singhal Bepanah - Shrey Singhal Hamqadam - Shrey Singhal |
Subscribe to:
Posts (Atom)
.jpg)
%2B-%2BShrey%2BSinghal.png)

.jpg)
